This is Raza Khan the passionate business man
Raza Khan ki zindage kee Kahani,,
raza khan belongs to a poor family. ye aik esa shaks jis ne apni life khud banai
mei ny apni zindge mei kbhi esa shaks nhe dekha jo itna passionate ho. inn kay khandan mei 30 log hain. or ye un ki zarurto ko puraa krty hain. inho ny year 2000 mei apna business shru kia. jaib mei serf 5000 hazar thy. inho ny socha k meii aik din zarur bara admi banu ga. bara admi banae kay liye inho ny mehnat ki. is ny apny business ko develop kia 2003 tak. or 2005 mei in ko nuksaan uthna para. magr inho ny himat sy kam lia or phir business ko develop kia. inho ny batya k ajj in pass 2 factories haain jis mei wo cosmetics banaty haain. jis ki qimat ajj 22 crore pakistani hain. ajj ye aik kamyab business man raza khan industries k nam sy jana jata haai.
Yeah ha Raza khan ki story. apki kiya story he share krein humre sth.
No comments:
Post a Comment